|  | 
									| Parampita Ki Hum Stuti Gayen | 
|  | 
									
										| Parampita Ki Hum Stuti Gayen | 
									
										| Woh Hi Hai Jo Bachata Hamein | 
									
										| Saare Papo'n Ko Karta Kshama | 
									
										| Saare Rogo'n Ko Karta Changa | 
									
										|  | 
									
										| Dhanyawad Dein Uske Aasano'n Mei | 
									
										| Aanand Se Aayen Uske Charno Mei | 
									
										| Sangeet Gaakar Khushi Se | 
									
										| Mukti Ki Chattan Ko Jai Lalkarein | 
									
										|  | 
									
										| Woh Hi Hamara Hei Param Pita | 
									
										| Taras Khata Hei Sarva Sada | 
									
										| Poorab Se Pashchim Hei Jitni Door | 
									
										| Utni Hi Door Kiye Hamare Gunah | 
									
										|  | 
									
										| Maa Ki Tarah Usne Di Tasalli | 
									
										| Duniya Ke Khataro'n Mei Chhora Nahi | 
									
										| Khalis Doodh Hei Kalaam Ka Diya | 
									
										| Aur Dee Hamesha Ki Zindagi | 
									
										|  | 
									
										| Charwahe Ki Manind Dhoondha Usne | 
									
										| Paapo'n Kee Keech Se Nikala Hamein | 
									
										| Humko Bachaane Ko Jaan Apni Dee | 
									
										| Taaki Haath Mei Hum Uske Rahein | 
									
										|  | 
									
										| Ghonsle Ko Barbar Torkar Usne | 
									
										| Chaha Ki Seekheinhum Udana Usse | 
									
										| Paro'n Par Uthaya Ukaab Ki Tarah | 
									
										| Taaki Humko Chot Na Lagein | 
									
									|  | 
									|  |